phir ghata chha gayi
aur kehti rahi wo mujhse
jaake mil usko dushmani nahi tujhse
phir tha kya sochna bas chal pada
main chal pada un rasto par
jo jaate the tere ghar
wo raste tere aur mere humsafar
main chal pada un rasto par
jo jaate the tere ghar
wo raste tere aur mere humsafar
bunde moti ban gaye
aur chhuta raha main unko
baarisho ke shor mein
sunta raha main tumko
phir tha kya sochna bas chal pada
main chal pada un rasto par
jo jaate the tere ghar
wo raste tere aur mere humsafar
kuch bhi nahi apni khabar, ye jaana
ab tu hi tu aaya najar, ye maana
mere geeto ke bol bhi tum, ye jaana
mere rango ke phul bhi tum, ye maana
to chal pada un rasto par
jo jaate the tere ghar
wo raste tere aur mere humsafar
chal pada unn rasto par
jo jaate the tere ghar
wo raste tere aur mere humsafar
lovely song.not a new melody and is closely based on an english song
but sounds even better from that eng song because of the quality of faizal
voice