dard dafn hai, dafn har chaah bhi
dard dafn hai, dafn har chaah bhi
waqt ka sitam hai ki badhta hi ja raha
zalim manzilo ka farman aa raha
gumsum bekhabar raahe
sulagti sulagti hain ye aahe
zakhm jaane kab bhare, aankhe khud se na mile
firaq me rooh ye sukoon ki
firaq me nazare ye noor ki
firaq me rooh ye sukoon ki
firaq me nazare ye noor ki
firaq me, firaq me
guzra ja raha har pal kaise intezaro me
raate hi hain jab yahan dil ki deewaro me
tanha jeena yahan, tanha marna yahan
zakhm jaane kab bhare, aankhe khud se na mile
firaq me rooh ye sukoon ki
firaq me nazare ye noor ki
firaq me rooh ye sukoon ki
firaq me nazare ye noor ki
behti ashko ki lehar ab na tham paayegi
yaade saari hansi sang wo le jayegi
gham se ladna bhi kya hasil hona hai kya
takdeero ke hain faisle, zinda hain par na jiye
firaq me rooh ye sukoon ki
firaq me nazare ye noor ki
firaq me rooh ye sukoon ki
firaq me nazare ye noor ki
firaq me
please make a video song also for this