gali na chhuti yaar ki jogi le gaye jog
jaan gayi phir bhi na gaya ye ishqe da rog
na jane kis mitti se bane hai aashiq log
darte nahi khuda se bhi ye pagal insaan
aashiq mera naam hai tera ishq mera imaan

are log mohabbat me dil dete hai main dunga jaan

sari duniya chhodke o sari sari duniya
sari duniya chhodke pakda hai tera hath
chahe nikle janaja chahe nikle barat
jeena tere sath hai marna tere sath
pyar hai shabnam ka katra har katre me tufan
aashiq mera naam hai tera ishq mera imaan
aashiq mera naam haitera ishq mera imaan
are log mohabbat me dil dete hai main dunga jaan
aashiq mera naam hai tera ishq mera imaan
aashiq mera naam hai tera ishq mera imaan
is gaanv ki ek gali me rahti hai ji heer
heer ke darwaje pe likhi hai ranjhe ki taqdeer
main hu kaidi husn ka ishq meri janjir
ruh meri ghayal huyi dil hai lahu luhan
aashiq mera naam hai tera ishq mera imaan
aashiq mera naam hai tera ishq mera imaan
log mohabbat me dil dete hai main dunga jaan

pyar me main kar jaunga mushkil se mushkil kaam

heer bina main jeeunga to ho jaunga badnam
suli pe chadh jaunga main lekar heer ka naam
duniya lekar dekhle mera imtihan