gam ke andhere yun na mitenge 
gam ke andhere yun na mitenge 
jal se tum deepak naa jalana 
ret koi aanchal to nahi hain 
ret koi aanchal to nahi hain 
ret pe tum aansu na bahana 
gam ke andhere yun na mitenge 
jal se tum deepak naa jalana 
tumse ye haalat na badle 
tumse ye jazbaat na badle 
tumse ye haalat na badle 
tumse ye jazbaat na badle 
tumse ye jazbaat na badle 
tum apne haalaat badal kar 
waqt ke saanche me dhal jana 
gam ke andhere yun na mitenge 
jal se tum deepak naa jalana 
paa ke khona kho ke pana 
jivan ka dastur purana 
paa ke khona kho ke pana 
jivan ka dastur purana 
jivan ka dastur purana 
aate jaate in lamho se 
tum kabhi ghabra na jaana 
ret koi aanchal to nahi hain 
ret koi aanchal to nahi hain 
ret pe tum aansu na bahana 
gam ke andhere yun na mitenge 
jal se tum deepak naa jalana 
jal se tum deepak naa jalana 
jal se tum deepak naa jalana