phul sajate ho daman me 
jkhmo ki pehchan rahi na 
jo na kisi ke dukh bate
wo pathar hai insan nahi 
garibo ko jine ka de do sahara
taras inke halat pe khao khudara 
garibo ko jine ka de do sahara 
mukaddar ke mare kaha jake roye 
mukaddar ke mare kaha jake roye 
kaha tak ro ro ye daman bhigoye 
kaha tak ro ro ye daman bhigoye 
hume bhi to de do bala aur sahara
garibo ko jine ka de do sahara 
garibo ko jine ka de do sahara 
ye insan hai inse tum muh na modo 
ye insan hai inse tum muh na modo
inhe aandhiyo me larjta na chodo 
inhe aandhiyo me larjta na chodo 
ye nanhi diye bujh na jaye khudara
garibo ko jine ka de do sahara 
garibo ko jine ka de do sahara 
bhikhari nahi apna hak mangte hai 
bhikhari nahi apna hak mangte hai 
jmane se jine ka hak mangte hai 
jmane se jine ka hak mangte hai 
gale bhar ke humko laga lo khudara
garibo ko jine ka de do sahara 
garibo ko jine ka de do sahara 
taras inke halat pe khao khudara 
garibo ko jine ka de do sahara 
garibo ko jine ka de do sahara