gautam govinda gautam govinda
gautam govinda gautam govinda
ek surat do nighahe
kya hai jalwe kya aadaaye
ek surat do nighahe
kya hai jalwe kya aadaaye
dosti dam tak nibhaye
dushmano ko chhode na zinda
ek taraf gautam ek taraf govinda
ek taraf gautam ek taraf govinda
gautam govinda gautam govinda
gautam govinda gautam govinda
baaho mein takat hai toofan se jyada
majbut chattano sa hai irada
hey baaho mein takat hai toofan se jyada
majbut chattano sa hai irada
majlumo ko chhod do ab satana
aaya masiha badalne zamana
hai karm yogi karinda
ek taraf gautam ek taraf govinda
ek taraf gautam ek taraf govinda
gautam govinda gautam govinda
gautam govinda gautam govinda
aane se jiske badal jaaye mausam
yaaro use log kehte hai gautam
hey aane se jiske badal jaaye mausam
yaaro use log kehte hai gautam
kya roop kya rang kya hai nazara
hawa ko pata hai hawa ka ishara
insaan hai ya ke parinda
ek taraf gautam ek taraf govinda
ek taraf gautam ek taraf govinda
gautam govinda gautam govinda
gautam govinda gautam govinda
kaisa ye insaf kaisi saza hai
ilzam kaisa ye ispe laga hai
kaisa ye insaf kaisi saza hai
ilzam kaisa ye ispe laga hai
zanjeero ko tod kar chal raha ye
hawa mein hawa ki tarah ud raha ye
ab na bachega darinda
ek taraf gautam ek taraf govinda
ek taraf gautam ek taraf govinda
gautam govinda gautam govinda
gautam govinda gautam govinda