Lyrics of Gaya Bachpan Dua Dekar Adaa Lekar Sabaab Aaya - गया बचपन दुआ देकर अदा लेकर सबाब आया
gaya bachpan dua dekar ada lekar sabab aaya
abhi kya tha abhi kya hai ye kaisa inkalab aya
adao me sokhi nigaho me masti
ladakpan mujhe de gaya jate jate
ladakpan mujhe de gaya jate jate
ye saman gairo ki dil bast gi ke
ye saman gairo ki dil bast gi ke
jawani bhi layi to kya aate aate
jawani bhi layi to kya aate aate
adao me sokhi nigaho me masti
ladakpan mujhe de gaya jate jate
ladakpan mujhe de gaya jate jate
ye rahe jawani ki kato bhari hai
inhi rashto par mujhe bhi hai chalna
ye rahe jawani ki kato bhari hai
inhi rashto par mujhe bhi hai chalna
inhi rashto par mujhe bhi hai chalna
magar koi kata na daman se uljhe
magar koi kata na daman se uljhe
yu chalna hai daman bachate bachate
yu chalna hai daman bachate bachate
adao me sokhi nigaho me masti
ladakpan mujhe de gaya jate jate
ladakpan mujhe de gaya jate jate
ada koi apna nahi hai jo samjhe
mere dil ki dhadkan mere dil ki bate
ada koi apna nahi hai jo samjhe
mere dil ki dhadkan mere dil ki bate
mere dil ki dhadkan mere dil ki bate
kisi ke na kano me aawaz pahuchi
kisi ke na kano me aawaz pahuchi
juba thak gayi hai sunate sunate
juba thak gayi hai sunate sunate
adao me sokhi nigaho me masti
ladakpan mujhe de gaya jate jate
ladakpan mujhe de gaya jate jate