dekh banno koyi jata hai nam se, koi jata hai dam se
koi jata hai jan se, magar yeh ladaki gayi kam se
gayi kam se gayi yeh ladaki
gayi kam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewani
chhoti umar mein, are bali umar mein
pyar ki bate karti hai manmani
kaun ise samjhaye kaun ise samjhaye
abb yeh thik nahi nadani
ey ey ey gayi kam se
gayi kam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewani
umar athara ki ho phir shadi ka karo irada
umar athara ki ho phir shadi ka karo irada
isase pehale kabhi kisi se karo na pyar ka wada
wada kabhi na karana, soch le madam varana
pyar ka yeh jurmana padega tujhako bharana
are dhar legi sarkar dhar legi sarkar
agar yeh bat na tune mani
are are are ai gayi kam se
gayi kam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewani
chhoti umar mein pyar ki bate, karti hai manmani
jaldi karegi shadi toh phir juldi honge bachche
jaldi karegi shadi toh phir juldi honge bachche
aj ki duniya mein toh do bachche hai bas achchhe
buri hai juldi shadi, roj badhati abadi
tees hoke warana tu ban jayegi dadi
are beta banno jaldi jaldi shadi mat karna
sabar se le tu kam sabar se le tu kam
abhi toh nikhari nahi jawani
are are are are gayi kam se
gayi kam se gayi yeh ladaki ho gayi hai diwani
chhoti umar mein pyar ki bate, karti hai manmani