ha gam ko dil se kya lagana
kuch to samjho samjho kuch to
sab hasaye milke tumko
ab to has do has do ab to
kismat ke faisle pe kab kiska jor hai
uljhe to suljhe bhi ye jivan ki dor hai
khushiyo se khelo gam baju me rakh do
rakh do ab to
gam ko dil se kya lagana
kuch to samjho samjho kuch to
chup hotho pe aankhe bhigi ye to koi bat nahi
hasne or hasane se badhke koi saugat nahi
are chup hotho pe aankhe bhigi ye to koi bat nahi
hasne or hasane se badhke koi saugat nahi
jara batao humko kab chehre se udasi jayegi
kaun safal hoga hotho pe hansi nazar jab aayegi
kismat ke faisle pe kab kiska jor hai
uljhe to suljhe bhi ye jivan ki dor hai
khushiyo se khelo gam baju me rakh do
rakh do ab to
gam ko dil se kya lagana
kuch to samjho samjho kuch to
girke uthna uthke chalna jivan ka dastur hai
chehre pe udasi rakhna kab kisko manjur hai
girke uthna uthke chalna jivan ka dastur hai
chehre pe udasi rakhna kab kisko manjur hai
kabhi kabhi lekin jab koi bat purani yaad aaye
aansu banke moti khud hi palko pe aa jaye
kismat ke faisle pe kab kiska jor hai
uljhe to suljhe bhi ye jivan ki dor hai
khushiyo se khelo gam baju me rakh do
rakh do ab to
gam ko dil se kya lagana
kuch to samjho samjho kuch to
kismat ke faisle pe kab kiska jor hai
uljhe to suljhe bhi ye jivan ki dor hai
khushiyo se khelo gam baju me rakh do
rakh do ab to
gam ko dil se kya lagana
kuch to samjho samjho kuch to