ghar baith ke sab pi lenge
ghar baith ke sab pi lenge, to maikhano ka kyaa hoga
maikhano ka kyaa hoga
nazron se guzara chal jaaye
nazron se guzara chal jaaye, to paimaano ka kyaa hoga
paimaano ka kyaa hoga
yun to hum sokhin nahi ye, soch ke bas pi lete hain
yun to hum sokhin nahi ye, soch ke bas pi lete hain
ghar mejbaan na piyega to
ghar mejbaan na piyega to, phir mehmaano ka kyaa hoga
mehmaano ka kyaa hoga
kuchh ring nahi hargiz karte, mehfil ki shaan me gustakhi
kuchh rind nahi hargiz karte, mehfil ki shaan me gustakhi
lekin jo behek ne lagate hain
lekin jo behek ne lagate hain, un naadano ka kyaa hoga
un naadano ka kyaa hoga
humne suna hain jannat me, mai par takrire hoti hain
hamne suna hain jannat me, mai par takrire hoti hain
ye haal hain agar farishto ka
ye haal hain agar farishto ka, to hum insaano ka kyaa hoga
ham insaano ka kyaa hoga
nazron se ghzara chal jaaye
nazron se guzara chal jaaye, to paimaano ka kyaa hoga
paimaano ka kyaa hoga
ghar baith ke sab pi lenge
ghar baith ke sab pi lenge, to maikhano ka kyaa hoga
maikhano ka kyaa hoga