ghar ki tijori ghar ki tijori me to lakho
dil ki tijori khali re aisa mal kamane se to
lakh bhali kangali re ghar ki tijori me to lakho
dil ki tijori khali re aisa mal kamane se to
lakh bhali kangali re aisa mal kamane se to
lakh bhali kangali
chahe dunia badle lekin are dil na kisi ka badle
apne or paraye ko tu achai tarah parakh le

subah ka bhula subah ka bhula kam kare rakhwali re
aisa mal kamane se to lakh bhali kangali re
aisa mal kamane se to lakh bhali kangali
chamak dekh kar sone ki ham ho jate andhe
jiwan bhar karte rahte hai khote kale dhandhe

sari dunia sari dunia nafrat karti
har koi deta gali re aisa mal kamane se to
lakh bhali kangali re aisa mal kamane se to
lakh bhali kangali
matlab bahut bada hai lekin baat bahut hai chhoti
mehnat ke do paise ache mehnat ki do roti

sab ko khani hai do roti sadhu ho ya mawali re
aisa mal kamane se to lakh bhali kangali re
aisa mal kamane se to lakh bhali kangali
ghar ki tijori me to lakho dil ki tijori khali re