Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 8 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Gore Jism Aur Gulabi Gaal Wali - गोरे जिस्म और गुलाबी गाल वाली
gore jism haye haye gore jism aur gulabi gaal wali
ladkiya ladkiya jaan le leti hai lambe baal wali
ladkiya ladkiya la la ladkiya la la ladkiya

pyar me deti hai dhokha lutti hai khel me
mujhko daroga bana do sabko bhar du jail me
sabko bhar du jail me mast mast
mast mast tedhi tedhi chal wali ladkiya
jaan le leti hai lambe baal wali
ladkiya ladkiya
la la ladkiya la la haye ladkiya

dil sanwaro ka mila hai jindagi se iski
meri kismat me likhi hai
tees ki tees ki paitis ki tees ki paitis ki
aur mujhe bati hai solha saal wali ladkiya
solha saal wali ladkiya
jaan le leti hai lambe baal wali
ladkiya ladkiya
la la ladkiya la la haye ladkiya

hoth najuk ras bhare hai aur mahandi panv me
hoth najuk ras bhare hai aur mahandi panv me
koi pariyo ki kami hai yaro yaro apne ganv me
yaro apne ganv me kaam ki hoti hai
kaam ki hoti hai bas sasural wali ladkiya
jaan le leti hai lambe baal wali
ladkiya la la ladkiya la la haye ladkiya
gore jism aur gulabi gaal wali
ladkiya ladkiya jaan le leti hai lambe baal wali
ladkiya ladkiya la la ladkiya la la ladkiya
lyrics of song Gore Jism Aur Gulabi Gaal Wali
Comments on song "Gore Jism Aur Gulabi Gaal Wali"
Tekit on Sunday, September 09, 2012
Thank you for uploading songs from this rare movie. Do you have a song from
this movie sung by Lata Mangeshkar with the words "Toote dil ki to koi baat
nahin hoti hai"? If so, could you please upload it? I would be extremely
grateful. Thank you very much.
TeriAwazKiJadugari on Sunday, March 14, 2010
Wah Wah Wah i used to listen to this when i was 16 years of age.Aaj yeh gana sun kar main phir jawan hogaiya hoon .Thanks mere Bhai.
alok kumar on Tuesday, March 16, 2010
wah kya baat hai , mujhe bhaati hain 16 saal ki llllladkiya
thanks for share , maza aa gaya bhai
Nasir Ali on Friday, April 29, 2011
The youthful mischievous voice of Rafi Sahaab telling us all about girls. Can't argue with that!
Ravindra Gokhale on Sunday, August 29, 2010
Amazing Rafi song. Looks like he thoroughly enjoyed singing it!!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Saat Phere (1970)
Pradeep Kumar, Meena Kumari, Mukri, Roopesh KumarUsha Mangeshkar, Asha Bhosle, Suman Kalyanpur, Mohammed RafiSudhir Sen, Kaifi AzmiSudhir SenSunder DharSaat Phere at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type