gori chali piya ke desh, gori chali piya ke desh
jara haule haule hoye jara dhire dhire
jara haule haule hoye jara dhire dhire
jara dhire dhire chal kahi lag na jaye thesh
gori chali piya ke desh
ha yad me pee ki kho na jana
aankh mila ke bhul na jana, aankh mila ke bhul na jana
aankh mila ke bhul na jana suno suno ari dulhaniya
bhejna pee ke ghar se jake
bhejna pee ke ghar se jake ho gori hamko koi sandesh
gori chali piya ke desh, gori chali piya ke desh
tirchi najar se bhola katil
kar ke chala hai sabko bandil, suno suno ari dulhaniya
jisse thi ummid wafa ki, jisse thi ummid wafa ki
jisse thi ummid wafa ki wo hi chali badal ke bhesh
gori chali piya ke desh, gori chali piya ke desh
aankhe pukare lab par ha hai
maar chali ye mast nigahe
maar chali ye mast nigahe, suno suno aji dulhaniya
hamko chhod a kiske sahare, hamko chhod a kiske sahare
hamko chhod a kiske sahare, gori chhod ke apna desh
gori chali piya ke desh, gori chali piya ke desh
jara haule haule hoye jara dhire dhire
jara haule haule hoye jara dhire dhire
jara dhire dhire chal kahi lag na jaye thesh
gori chali piya ke desh