chhori sawli jach gayi re aaj jaal main phash gayi re 
mehndi hatha rach gayi re chhori sawli jach gayi re 
gori sun le mahri baat de de tu hatho main hath 
gori sun le mahri baat de de tu hatho main hath 
teri mauj kara dunga ek do din ki baat
nahi main roj kara dunga aare ek do din ki baat nahi 
nahi hai main roj kara duga 
chhora mat le mahra sapna chod mahra naam japna 
chhora mat le mahra sapna chod mahra naam japna 
tumhare hath na aaungi baith farari gadi mein 
far far jaungi ha baith farari gadi mein 
far far jaungi 
gori sun le mahri baat de de tu hatho main hath 
teri mouj kara dunga ek do din ki baat nahi 
nahi main roj kara duga ek do din ki baat nahi 
nahi main roj kara duga 
apne dil ki aankhe khol gori meetho meetho bol 
aapne dil ki aankhe khol gori meetho meetho bol 
main hoon kunwara re tod ke daalu kadmo main tere 
chanda taara re aare tod ke daalu kadmo main tere
chanda taara re
chhora mat le mahra sapna chod mahra naam japna 
tumhare hath na aaungi 
baith farari gadi mein far far jaungi  
ha baith farari gadi mein far far jaungi  samjhe
lambi chhod na yun raaje ye sab kahne ki baate 
o lambi chhod na yun raaje ye sab kahne ki baate 
inme na aaungi sari sharte manwake main byah rachaungi 
sari sharte manwake main byah rachaungi 
gori sanwri jach gayi re aaj jaal main phash gayi re 
menhdi hatha main rach gayi re gori sanwri jach gayi re
gori mano mahri baat ab to de hatho main hath 
pura pyar lutaunga 
janam janam ka sathi gori taine banaunga  
are tere hote duji koi or na launga  
are tere hote duji koi or na launga 
