hey gaali jaise gandh hai, meethe kalakand hai
hey gaali jaise gandh hai, meethe kalakand hai
jute ki jodi sa joda hai inka
hey pauwa addha saath mein, chunni leke raat mein
hey pauwa addha saath mein, chunni leke raat mein
naada bhi thoda sa dheela hai jinka
thaali ke baingan dono jan guddu rangeela
rangeela rangeela haaye guddu rangeela
are waise gentlemen dono jan guddu rangeela
rangeela rangeela haaye guddu rangeela
do baagi, hai anuraagi
dono ke piche phir maut bhaagi
arre yeh bhogi hai beraagi
hai saaf aage se piche se daagi
hai yeh lafundar, yeh bawandar
yeh sikandar, yeh kalandar
koi na jaane ke dono hai kya
are dono pakke dheet hain, aansu peete neat hain
are dono pakke dheet hain, aansu peete neat hain
dil se bhi naata hai thoda inka
baaton ki saudagiri, ho kissi dadagiri
kattu sa daude hai ghoda bhi jinka
thaali ke baingan dono jan guddu rangeela
rangeela rangeela haaye guddu rangeela
are waise gentlemen dono jan guddu rangeela
rangeela rangeela haaye guddu rangeela
rangeela rangeela haaye guddu rangeela
yeh paaji tikdambaazi me ki hai dono ne
ba tazi tazi hoye hoye
oye rang birange inke lahu mein
daude sharafat se purri dhokebaazi
kabhi murgi, kabhi ande, kabhi roti, kabhi dande
khake sote hai taange faila
are putti seedhi harkatein, dheeli dhali kismatein
are putti seedhi harkatein, dheeli dhali kismatein
laaton ke bhooton se ristha hai inka
oye jaane saare totke, pichhe bhage note ke
chiller se koi na matlab jinka
thaali ke baingan dono jan guddu rangeela
rangeela rangeela haaye guddu rangeela
are waise gentlemen dono jan guddu rangeela
rangeela rangeela haaye guddu rangeela
rangeela rangeela haaye guddu rangeela