gup chup baate karne laga tere badan se mera badan
jine laga mai marne laga,chhu liya maine tera badan
pyar ki aag me jalne laga,kya tera kya mera badan
chand bhi chhup gaya badal me,ho gaya aur andhera badan
aa mai chhod ke yeh duniya,tere dil me sama jau
dur chala jau sabse,tere pas mai aa jau
tukur tukur yun mat dekho,mai tumase sharma jau
apane dil ki dhadkan se teraa dil dhadka jau
oh,khud ko roka bahut magar kam naa aaya koi jatan
aaj hame kuchh kehana nahi,han aaj hame kuchh karana hai
chutki bhar sindur teri mang me aaj hi bharna hai
mang se hame jo nahi mile,bas vahi chij churali hai
pyase mausam se keh do,hamane pyas bujhayi hai
rat milan ki aayi toh ban gaya shyam savera badan
bharkar apani bahon me,bhar liya maine tera badan
aaj hamare honthon par dil ki kahani aayi hai
hamako koi hosh nahi,ruth mastani aayi hai
sej saji hai sapnon ki,rat suhani aayi hai
ab chhaye naa chhaye ghata,barse naa barse sawan
dil me bahut andhera tha,hamane bas aag laga di hai
ek duje ki bahon me chhod chala hamako bachpan
gup chup baate karne laga tere badan se mera badan
jine laga mai marne laga,chhu liya maine tera badan
rat milan ki aayi toh ban gaya shyam savera badan
bharkar apani bahon me,bhar liya maine tera badan
aaj agar ham dur rahe,phir nahi hoga apna milan
gup chup baate karne laga tere badan se mera badan
jine laga mai marne laga,chhu liya maine tera badan
THANX 4 UPLDNG D SONG... REALLY A VERY ROMANTIC CREATION BY D MAESTRO!!!
THANX AGAIN