hum likhna hai padhna hai
aage hi badhna hai
khate hain hum ye kasam
jo gyan ka rasta hai
shiksha ka rasta hai
uspe chalenge hum
saty kya hai ye suno
apne man me jaan lo
gyan ki jo roshni hai
usme hi to zindgi hai
paao siksha khao bhijan
swasth man ho swasth jivan
wo jo silksha pa gaya hai
wo hi aage aa gaya hai
paao shilksha khao bhojan
swasth man ho swasth jivan
tumko sada aage hi aage hai jana
ye shapath lo kaam koi
acha hai karke dikhana
ye shpath lo
viddhya jo payenge hum
kuch kar dikhayenge hum
padh likh ke jo taaz karenge
sabke man me raaz karenge
raaz karenge, raaz karenge
samjho zara
gyan ki jo roshni hai
usme hi to zindgi hai
paao shiksha khao bhojan
swasth man ho swasth jivan
hume likhna hai padhna hai
aage hi badhna hai
khate hain hum kasam
jo gyan ka rasta hai
shiksha ka rasta hai
uspe chalenge hum
hume likhna hai padhna hai
aage hi badha hai
khate hain hum kasam
jo gyan ka rasta hai
shiksha ka rasta hai
uspe chalenge hum