jis din se darshan huye, tere nur ke
us din se dekha, khud ka chehra ghur ke
lamho ke paudhe sinch ke
katti apni har sham, wo sham
o jis din se mujh par hua hai tera kasam
us din se fidrat ne bhi badla hai dharam
lagte hai najme aapki rafte
lagta har saaz sa
shishe syahi ke ye khali hai katre
katre se likh daali hai
haal-e-dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
haal-e-dil, dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
haal-e-dil, dil ki daasta
ha dil ko khuda ka vaasta
haal-e-dil, dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
jis din de mujh par tasalli barsi teri
us din se lauti si tasalli hai meri
rango ke tukde jod ke
humne rang di tose kaza
mujhse tumse khaabo ne mere badla chalan
us din se jag ke najariye me hai jalan
bahti nadi ki dhaar me
khulke bahne me kya maja
shishe syahi ke ye khali hai katre
katre se likh daali hai
haal-e-dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
haal-e-dil, dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
haal-e-dil, dil ki daasta
ha dil ko khuda ka vaasta
haal-e-dil, dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
shishe syahi ke ye khali hai katre
katre se likh daali hai
haal-e-dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
haal-e-dil, dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
haal-e-dil, dil ki daasta
ha dil ko khuda ka vaasta
haal-e-dil, dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
haal-e-dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
haal-e-dil, dil ki daasta
dharti se falak ka raasta
haal-e-dil, dil ki daasta
ha dil ko khuda ka vaasta
haal-e-dil, dil ki daasta