han mai divaana hun chahu to machal sakta hun
khilvate husn ke kanun badal sakta hu
khar to khar hai angaaro pe chal sakta hu
mere mahbub mere dost nahi ye bhi nahi
meri bebaak tabiyat ka takaza hai kuch aur
meri bebaak tabiyat ka takaza hai kuch aur
isi raftaar se duniya ko guzar jaane du
dil me ghut ghut ke tamannao ko mar jane dun
teri zulfo ko sare dosh bikhar jaane dun
mere mahbub mere dost nahi ye bhi nahi
mere mahbub mere dost nahi ye bhi nahi
meri bebaak tabiyat ka takaza hai kuch aur
meri bebaak tabiyat ka takaza hai kuch aur
ek din chhin lu mai azamate baasil ka junu
tod dun tod dun mai shaukhe duniya ka fijul
aur bah jaaye yahi nafzarosim ka khun
gairate ishq ko manzur tamasha hai yahi
gairate ishq ko manzur tamasha hai yahi
meri fitrat ka mere dost takaza hai yahi
meri fitrat ka mere dost takaza hai yahi
Excellent Ghazal by the immortal singer. He had a different style of
singing Ghzas without raising his pitch unnecessarily that would result in
loss of melody. Mohad Rafi invariably used to do that.Rafi sahib had great
voice with ability of high pitch.Mukeshji had higher Bass in his voice like
Surendranathji and this surely made ghazals very effective. But Mukshji
sang few Ghazals and each and every one is excellent one .