hai abhi aur aye, dil tere imtihaan
hai abhi aur aye, dil tere imtihaan
khatm hoti nahi, teri manjil yaha
hai abhi aur aye, dil tere imtihaan
khatam hoti nahi, teri manjil yaha
hai abhi aur aye dil
paanw me bediyaa, sar pe talwaar hain
paanw me bediyaa, sar pe talwaar hain
fir sar ko jhukane se inkaar hain
fir sar ko jhukane se inkaar hain
hai abhi aur aye, dil tere imtihaan
khatam hoti nahi, teri manjil yaha
hai abhi aur aye dil
apane hi khun se, gul khilayenge ham
apane hi khun se, gul khilayenge ham
ssabko apni hansi deke jayenge hai
ssabko apni hansi deke jayenge hai
ya jahaa abhi aasuo ka jahaa
aasuo ka jahaa
hai abhi aur aye, dil tere imtihaan
khatam hoti nahi, teri manjil yaha
hai abhi aur aye dil
ham to sau baar marke bhi marte nahi
ham to sau baar marke bhi marte nahi
ham wo deepak jo, bujhkar bhi bujhte nahi
ham wo deepak jo, bujhkar bhi bujhte nahi
laakh sar par chale maut ki andhiya
maut ki andhiya
hai abhi aur aye dil, tere imtihaan
khatam hoti nahi, teri manjil yaha
hai abhi aur aye, dil tere imtihaan
khatam hoti nahi, teri manjil yaha
hai abhi aur aye dil