aaye haye re mora rangila sajanwa
aaye haye re mora rangila sajanwa sajanwa
aaye haye re mora rangila sajanwa
gore gore galo me gore gore galo me lal lal panwa
aaye haye re mora rangila sajanwa sajanwa
aaye haye re mora rangila sajanwa
panwa banaye na koi more jaisa
panwa banaye na koi more jaisa
jaisi nazariya ho sona lage waisa
raja bhi aaye hai more dukanva dukanva
aaye haye re mora rangila sajanwa sajanwa
aaye haye re mora rangila sajanwa
chal chalu aisi ke koi na chhute
chal chalu aisi ke koi na chhute
bade bade daku agar mujhko lute
bijuriya sa leharye mora badanva badanva
aaye haye re mora rangila sajanwa sajanwa
aaye haye re mora rangila sajanwa
jagi huyi ankhiyo ke lal lal dore
bhed khole rasiya manva ke chhore
kahe mujhe chhupkaye kon sach muh me aaye
uske naino ki dor khinche hai apni aur
iske kangana ke chhan mora lute hai man
mai na puchhungi naam mohe ka unse kam
mai to bas itna hi manu mai to bas itna hi janu
jagi huyi raja jiya ki laganva laganva
aaye haye re mora rangila sajanwa sajanwa
aaye haye re mora rangila sajanwa
gore gore galo me gore gore galo me lal lal panwa
aaye haye re mora rangila sajanwa sajanwa
aaye haye re mora rangila sajanwa
Klasse! Aruna Irani, je hebt super gepresteerd!!! Expressie, waaw! Om op te
smullen!