yaaron ji bharke ji le pal
lagta hai aajkal daur apna aayega
yaaron jo khud pe ho yakin
to jindagi haseen tujhe kal bulaayega
yaaron ji bharke ji le pal
lagta hai aajkal daur apna aayega
yaaron jo khud pe ho yakin
to jindagi haseen tujhe kal bulaayega
hai junoon, hai junoon sa jine mein
hai junoon, hai junoon sa sine mein
hai junoon, hai junoon sa jine mein
hai junoon, hai junoon sa sine mein
kahin jaise koi dhun baje
raahon mein dekho hai manjar saje saare
hami hum jahaa mein har jagah
sapne sajaane ki ham ko mili wajah
kahin jaise koi dhun baje
raahon mein dekho hai manjar saje saare
hami hum jahaa mein har jagah
sapne sajaane ki ham ko mili wajah
ye agar jo sach nahi, to sach bhala hai kya
yaaron apne hisaab se
dil ki kitaab pe kuchh to naya likho
yaaron anjaam ki fikar na karti ye umar
phir kyun bhala daro
hai junoon, hai junoon sa jine mein
hai junoon, hai junoon sa sine mein
hai junoon, hai junoon
kabhi jo milenge raaste
pal mein hi chamkegi hansi puraani to
kaho kya kahoge phir hamein
kaise chhupaaoge nami ye palkon me
kabhi jo milenge raaste
pal mein hi chamkegi hansi puraani to
kaho kya kahoge phir hamein
kaise chhupaaoge nami ye palkon me
ye bata hai kya hua, hua hai kyun bata
yaaron ji bharke ji le pal
lagta hai aajkal daur apna aayega
yaaron jo khud pe ho yakin
to jindagi haseen tujhe kal bulaayega
hai junoon, hai junoon sa jine mein
hai junoon, hai junoon sa sine mein
hai junoon, hai junoon sa jine mein
hai junoon, hai junoon sa sine mein, hai junoon
pritam dunt have his own brain" he such a copii cat!