hai koi hindustaani, koi gudiyaan japaani
duniya me laakho sundariyaan
hai koi nakhre waali, hai koi fashion wali
duniya me laakho sundariyaan
lekin jo ladki hai hundustaani
vo hi to hai mere dil ki raani
hai koi hindustaani, koi gudiyaan japaani
duniya me laakho sundariyaan
hai koi nakhre waali, hai koi fashion wali
duniya me laakho sundariyaan
lekin jo ladki hai hundustaani
vo hi to hai mere dil ki raani
jindgi bhar meri khaatir
sirf mere pyaar ki jo ho diwaani
dusre ki dosti se
dusre ke naam se jo ho anjaani
jo meri baat nibhaaye
janmo ka sath nibhaaye
chalta chalte jiwan ki raaho me bhul na jaaye
chaahe jo ho jaaye, dhang me hi rehne waali
hai koi hindustaani, koi gudiyaan japaani
duniya me laakho sundariyaan
hai koi nakhre waali, hai koi fashion wali
duniya me laakho sundariyaan
rup ko bhi, vesh ko bhi
india ke raaj rang me dhaal le
north waale, south waale
india ki baat ab to maanege
dharti ke kheto se hi
apna ye hara rang hai
suraj ki kirno se hi
kesariya laal rang hai
man me safaai hai, jiwan hai sidha sadha
hai koi hindustaani, koi gudiyaan japaani
duniya me laakho sundariyaan
hai koi nakhre waali, hai koi fashion wali
duniya me laakho sundariyaan
lekin jo ladki hai hundustaani
vo hi to hai mere dil ki raani