hai tilismi aaj ki raat
kuch na kuch ho jayega
chaya kohra hai kaun mohra hai
ye koi na jaan payega
hai tilismi aaj ki raat
kuch na kuch ho jayega
chaya kohra hein kaun mohra hein
ye koi na jaan payega
aayega koi jhoka jo de jayega dhoka
bachke sambhal ke rehana
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana
hai raat ye zeharila kua, dhua
gehara hai dhuaa, hai katil ye khamoshiya
lamho mein ye surkhiya
hai koi bandhuma hai
nigahein beimaan hai
adayein janleva o o o
chehre pe chehra hai, parde pe parda hai
kehata yahi andhera, ho jayega koi fana
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana
ho jayega koi fana
hai sehma sa dil yahan
chaya khauf ka sama
hai dhadkan me becheniya
saason me betabiyan
bedard hai hawaye
khudgarz aandhiyan hain
ruke se ye rukena o o o
jo iske raste mein ayega jayega wo
ek pal bhi ye chukena
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana
hai tilismi aaj ki raat
kuch na kuch ho jayega
chaya kohra hein kaun mohra hai
ye koi na jaan payega
aayega koi jhoka jo de jayega dhoka
bachke sambhal ke rehana
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana
ho jayega koi fana, ho jayega koi fana