Kabhi kabhi lage yehi
Jo hona tha hua wahi
Badlana bhi hawaaon ka, hai zaroori
Kabhi kabhi lage yehi
Jo milna tha mila wahi
Bikharna bhi duaaon ka, hai zaruri
Kisi ke waaste kahaan
Zameen pe aaya aasmaan
Ye duriyan rahi bas duriyan
Ke chori chori chupke se Chupke se rona Hai, zaruri
Ke paani paani ankhiyon ka Ankhiyon ka hona Hai, zaruri
Reh gayi aarzoo ik adhuri
Ke kabhi kabhi Aisa bhi, aisa bhi hona, Hai zaruri
Nasamajh the hum, Jo ye bhi na samjhe
Waqt aane par, sab badalte hain
manziley kya hain, Aur raaste kya hain
Log pal bhar mein, Yahaan Rabb badalte hain
Kisi ke vaaste kahaan, Kinaare aaye kashtiyan
Ye dooriyan rahi bas duriyan
Ke chori chori chupke se Chupke se rona, Hai zaruri
Ke paani paani ankhiyon ka Ankhiyon ka hona Hai zaruri
Reh gayi aarzoo ik adhuri, Ke kabhi kabhi
Aisa bhi aisa bhi hona, Hai zaruri
Muskurane ke kitne bahane the
Phir bhi aankhon ne, Kyun nami chun li
Dil ki baatein toh Sab aasmaani thi
Hum hi pagal the
Iss dil ki jo sunn li
Kisi ke vaaste kahaan
Mili hai raat se subah
Ke duriyan rahi bas duriyan
Ke chori chori chupke se Chupke se rona, Hai zaruri
Ke paani paani ankhiyon ka Ankhiyon ka hona, Hai zaruri
Reh gayi aarzoo ik adhuri
Ke kabhi kabhi Aisa bhi, aisa bhi hona, hai zaruri