hai kaha yaar mera hey hawan tu bata
hai kaha yaar mera hey hawan tu bata
dhundhu kya usko jami pe ya phir aasama pe
tu hi kuch bata, bata hai kaha yaar mera
hey hawa tu bata hai kaha yaar mera
hey hawa tu bata
aisa lagta hai, hai wo yahi kahi
in fizao se khushbu aa rahi hai
in fizao se khushbu aa rahi hai
dil ye kehta hai, hai wo yahi kahi
kuch chham chamsi aahat ho rahi hai
kuch chham chamsi aahat ho rahi hai
hai kaha pyar mera, hai kaha pyar mera
hey hawa tu bata dhundhu kya usko jami pe
ya phir aasama pe, tu hi kuch bata bata
hai kaha yaar mera hey hawa tu bata
hai kaha yaar mera hey hawa tu bata
kaise dhundhu use, jaau bhi to kaha
dil mein betabi si ho rahi hai
dil mein betabi si ho rahi hai
ji sakta nahi tanaha main uske bina
dil mein uljhan si ho rahi hai
dil mein uljhan si ho rahi hai
kaha hai ghmkhar mera, kaha hai ghumkar mera
hey hawa tu bata dhundhu kya usko jami pe
ya phir aasama pe tu hi kuch bata, bata
hai kaha yaar mera hey hawan tu bata
hai kaha yaar mera hey hawan tu bata