hairan hun ae sanam ke tujhe aur kya kahu
dilbar kahu ke dost kahu dilruba kahu

jadu bhari nigah qyamat se kam nahi
zulfe siyah saya ae rahat se kam nahi
taskine dil kahu ke wafa aasna kahu
hairan hun ae sanam ke tujhe aur kya kahu
aankho pe teri pit naye doran nisar hain
teri hansi pe mauj ae bahara nisar hain
aankho pe teri pit naye doran nisar hain
nagma kahu ke saaj kahu ya sada kahu
hairan hun ae sanam ke tujhe aur kya kahu
bijli mein ho tadap wo zamale najar kaha hai

shabnam wo najakate husnu asar kaha
kiski misal de ke main sabse juda kahu
hairan hun ae sanam ke tujhe aur kya kahu
dilbar kahu ke dost kahu dilruba kahu
hairan hun ae sanam ae sanam ae sanam