hairan hu, batau kaise main
kya hai saccha pyar sanam
lafzo me kahu main kaise ye
kya hai saccha pyar sanam
ha bhanwaro se kaliyo ka
kya naata samjho tum
titli kya bole phul se
ye suno tum
hairan hu, batau kaise main
kya hai saccha pyar sanam
lafzo me kahu main kaise ye
kya hai saccha pyar sanam
hoke bhi to pighlega hi
pyar ki garmi hai aisi
patthar dil bhi tutega hi
pyar ki narmi hai aisi
o pyar ki jami ke liye
baadal bhi to barsa hai
ha shama ki chahat me to
parwana bhi jalta hai
o tumne humne jo bhi
socha hai samjha hai
ye baate pyar ka hi ijhaar hai sanam
hairan hu, batau kaise main
kya hai saccha pyar sanam
wo khuda ho ya haiwa ho
pyar ke aage jhuke sab
wo anadi ya ho khiladi
iski juba ko samjhe sab
ha taqat hai ye pyar ki
boli hai ye pyar ki
ha dono jahan se juda
duniya hai is pyar ki
ha humne bhi payi hai
pyar ki duniya ko
jeena marna isme, ikarar hai sanam
hairan hu, batau kaise main
kya hai saccha pyar sanam
lafzo me kahu main kaise ye
kya hai saccha pyar sanam
ha bhanwaro se kaliyo ka
kya naata samjho tum
titli kya bole phul se
ye suno tum