haal-e-dil kaise, karun bayaan
kaise dun jazbaaton ko
dil ki zubaan
haal-e-dil kaise, karun bayaan
kaise dun jazbaaton ko
dil ki zubaan
chal diye tum, na jaane kahan
reh gaye hum, yahan ke yahan
jaane kyun kehte ho, ab wo baat nahi
hum saath rahen, aise halaat nahi
phir bhi main rahunga
har pal sahunga
gar tum wapas aao
tumhen yahin milunga
haal-e-dil kaise, karun bayaan
kaise dun jazbaaton ko
dil ki zubaan
ye to bataa jaao ke, meri kya khata hai
hum hosh kho chuke hain
tumhen na pata hai
khud me bhi dhundta hun
tera nishaan
haal-e-dil kaise, karun bayaan
kaise dun jazbaaton ko
dil ki zubaan
okay you probably got it all wrong, being progressive means unpredictable
tempo changes , odd time signatures , dynamic vocal patterns ,
unconventional song structures , it has nothing to do with alternative rock
, its more like a rock off shoot of jazz music !!