halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
tu wo nasah nahi jo, utar jaayega kabhi
halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
main uska aaina hu
main uska aaina hu
to dekhaga wo zarur
to dekhaga wo zarur
wo mera aks hai to, sawar jayega kabhi
wo mera aks hai to, sawar jayega kabhi
halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
jina padega apne hi, khamoshiyo ke saath
jina padega apne hi, khamoshiyo ke saath
jina padega apne hi, khamoshiyo ke saath
wo saksh to sada hai, bikhar jayega kabhi
wo saksh to sada hai, bikhar jayega kabhi
halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
kitna haseen hai ye
kitna haseen hai ye
meri trishnagi ka khwab
meri trishnagi ka khwab
dariya jo beh raha hai, thehar jayega kabhi
dariya jo beh raha hai, thehar jayega kabhi
halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
rashid na khatm ho, kabhi shisho ki aarzu
rashid na khatm ho, kabhi shisho ki aarzu
rashid na khatm ho, kabhi shisho ki aarzu
patthar se hi ye waqt, guzara jayega kabhi
patthar se hi ye waqt, guzara jayega kabhi
halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
tu wo nasah nahi jo, utar jaayega kabhi
halka kabhi padega, ubhar jayega kabhi
YOU ARE ABSOLUTILY RIGHT KRISHNA JI AS USUAL PENAZ JI IS A GREAT SINGER
WITH A GREAT PERSONALITY AND GREAT VOICE TOO. I THINK THIS GHAZAL IS SO
SYNONYMOUS WITH HER.