hamare dil ko tod kar wo aaj bewafaa gaya
hamare dil ko tod kar wo aaj bewafaa gaya
sawan bhi maat kha gaya
kuch is kadar rula gaya
kuch is kadar rula gaya
hamare dil ko tod kar wo aaj bewafaa gaya
hamare dil ko tod kar wo aaj bewafaa gaya
sawan bhi maat kha gaya
kuch is kadar rula gaya
kuch is kadar rula gaya
nazar se usne pehle di thi daawate
nazar se usne pehle di thi daawate
tamannao me uljhaaya gaya hoon
khilone de ke behlaya gaya hoon
shabak lena ho jinko mujhse le lo
shabak lena ho jinko mujhse le lo
mohabbat me yu tadapaya gaya hoon
nazar se usne pehle di thi daawate
nazar se usne pehle di thi daawate
phir usne chhin li hamari raahte
qayamat woh aisi dil pe daa gaya
hamare dil ko tod kar wo aaj bewafaa gaya
hamare dil ko tod kar
sitamgari to jaise uska khel tha
sitamgari to jaise uska khel tha
pehle ulfat ki khud nazar daale
phir musibat hamare sir daale
in haseeno ka kya bharosa hai
in haseeno ka kya bharosa hai
muskura kar tabaa kar daale
sitamgari to jaise uska khel tha
sitamgari to jaise uska khel tha
ki do ghadi ka uske saath mel tha
hamara wo chaain saara chura gaya
hamare dil ko tod kar wo aaj bewafaa gaya
sawan bhi maat kha gaya
kuch is kadar rula gaya
kuch is kadar rula gaya