Lyrics of Hamare Sang Sang Chale Ganga Ki Lehare - हमारे संग संग चले गंगा की लहरे
machalti huyi hawa me chham chham
hamare sang sang chale ganga ki lehare
machalti huyi hawa me chham chham
hamare sang sang chale ganga ki lehare
o jamane se kaho, akele nahi ham
hamare sang sang chale ganga ki lehare
o jamane se kaho, akele nahi ham
hamare sang sang chale ganga ki lehare
haryali si chha jati hai chhav me inke aanchal ki
haryali si chha jati hai chhav me inke aanchal ki
sar ko jhuka ke naam lo inka ye to hai shakti nirbal ki
himalay ne bhi chume hai inke kadam
machalti huyi hawa me chham chham
hamare sang sang chale ganga ki lehare
jamane se kaho, akele nahi ham
hamare sang sang chale ganga ki lehare
sukh main duba tan man uska aaya jo inke aangan me
sukh main duba tan man uska aaya jo inke aangan me
pyar ka pehal darpan dekha duniya ne inke darshan me
ke yuhi naghi khate ham inki kasam
jamane se kaho, akele nahi ham
hamare sang sang chale ganga ki lehare
machalti huyi hawa me chham chham
hamare sang sang chale ganga ki lehare
sath diya hai in leharo ne jab sabne munh pher liya
aur kabhi jab gum ki dhalati, dhup ne hamko gher liya
toh inke hi charno me jhuk gaye ham
machalti huyi hawa me chham chham
hamare sang sang chale ganga ki lehare
o jamane se kaho akele nahi ham
hamare sang sang chale ganga ki lehare
hariyali si chha jati hai rah me inke aanchal ki
sar ko jhuka ke nam lo inka, yeh toh hain shakti nirbal ki
himalaya ne bhi choome hain inke kadam, aa
Great creation of Music Director Chitragupt--Very lively and melodious
music with great instrumentation--Added to this lovely music are the words
of Majrooh Sultanpuri like -- सर को झुका के, नाम लो इन के -- ये तो है शक्ती
निरबल की -- हिमालय ने भी चूमे हैं इन के क़दम -- What a lovely description
holy river Gangs -- Great song worth listening again and again and again
even after good fifty years after it's creation -- Chitragupta Shrivastava
was one of the great music directors of yester-years