hum to shana ho teri kaun makaan waale
hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale
bin maange dene waale harsho kuraan waale
girte hai terew dar par sab aan baan waale
beshak rahim tu hai rahmat nishaan waale
hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale
ye hame jata ke maalik humaara khaalid tu hai
sajde hai tujhko karte teri hi justju hai
indaad chaahe tujhse sabka sahaara tu hai
teri hi baargaah me ye bhi ek aarju hai
rasta dikha de dida rasta dikhaane waale
hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale
wo raasta dikha tu parwar digaar aalam
jis par chala kiye hai par hai jiggaare aalam
rahamat thi jinko milti tujhse nigaare aalam
aur naam jinka ab tak hai yaadgaare aalam
teri najar me thahare jo ijjo shaan waale
hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale
maatub hai jo tere ae khaali ke ye gaana
gumraah huye jo tujhse ae saahibe jamaana
hum aaj jaan ko ya rab unki naa raah chalaana
kar raham itana hum par kaadilo tawaana
mat bol ye gawaah hai la makaam waale
hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale
hum to shana ho teri kaun makaan waale
hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale
hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale
amazing, who wrote this poem??????????