Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Hame To Khushi Hai
3.57 - 7 votes
Dharmendra, NutanSad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Hame To Khushi Hai - हमें तो खुशी है
tumse nahi gila ke tum begane ho gaye
diwana humko hona tha diwane ho gaye
hame to khushi hai tumhe dil diya tumhe dil diya
mohabbat ka hamko sila mil gaya
mohabbat ka hamko sila mil gaya
hame to khushi hai tumhe dil diya tumhe dil diya
mohabbat ka hamko sila mil gaya
mohabbat ka hamko sila mil gaya

kasam hai hamari ke hamko bhula do
magar aaj ke din jara mushkura do
kasam hai hamari ke hamko bhula do
magar aaj ke din jara mushkura do
sitaro se bhar do hamara bhi daman
hamari bhi rate kabhi jagmaga do
hase tum to dil ka kamal khil gaya kamal khil gaya
mohabbat ka hamko sila mil gaya
mohabbat ka hamko sila mil gaya hame to khushi hai

bahut hai hamare liye ye sahare
ke sar ho hamara kadam ho tumhare
bahut hai hamare liye ye sahare
ke sar ho hamara kadam ho tumhare
na aaya hame dil se dil jeet lena
mohabbat ki bazi me hum dil ko hare
salamat raho tum yahi hai dua yahi hai dua
mohabbat ka hamko sila mil gaya
mohabbat ka hamko sila mil gaya hame to khushi hai

yahi hai tamanna ke madhoshiya ho
mile lab se lab or khamoshiya ho
yahi hai tamanna ke madhoshiya ho
mile lab se lab or khamoshiya ho
na ho darmaiya aaj koi hamare
ke behoshiyo ko bhi behoshiya ho
jara tham lena ke bismil gaya ke bismil gaya
lyrics of song Hame To Khushi Hai
Comments on song "Hame To Khushi Hai"
tubepipevision on Sunday, June 26, 2011
The music od this film was done by Sonik-Omi duo. They did quite a number
of good films, many of them churned out run of the mill unimpressive music
but my favourites remain Dil ne phir yaad kiya, Aabroo and "Saawan Bhadon".
Somehow it seems that during the era 1960-1975 most of even lesser known
music composers turned out very catchy melodious tunes. I remember seeing
one picture of Sonik-Omi in a film magazine around 1970, one of them was
blind.
bombay63 on Friday, April 03, 2009
Lovely song,Nutan looks so beautiful ,She is at her best. Rest In Peace.
Manohar Ujalambakar on Monday, September 14, 2015
this song is also written by g l rawal
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
Dharmendra, Nutan, Rehman, I S Johar, Jeevan Randhir, Sunder, Jeevan, SrandhirMohammed Rafi, Asha Bhosle, Manna Dey, Suman Kalyanpur, Mukesh, Usha Khanna, Usha Mangeshkar, Krishna KalleG L RawalSonik OmiC L RawalDil Ne Phir Yaad Kiya at IMDB      Dil Ne Phir Yaad Kiya at WikipediaDil Ne Phir Yaad Kiya at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type