o aaha o aaha ha o aa aa
humne hasrato ke daag aansuo se dho liye

aapki khushi hujur boliye na boliye

kya hasin khar the jo meri nigah ne
kya hasin khar the jo meri nigah ne
sadagi se baraha ruh me chubho liye
sadagi se baraha ruh me chubho liye
aapki khushi hujur boliye na boliye
humne hasrato ke daag aansuo se dho liye
mausam-e-bahar hain ambari khumar hain
mausam-e-bahar hain ambari khumar hain
kiska intajar hain
kiska intajar hain gesuon ko kholiye
aapki khushi hujur boliye na boliye
humne hasrato ke daag aansuo se dho liye
zindagi ka raasta kaatna toh tha adam
zindagi ka raasta kaatna toh tha adam
jaag uthe toh chal diye, thak gaye toh so liye