Lyrics of Hangaamaa Hai Kyun Barapaa Thodi Si Jo Pi Li Hai - हंगामा हैं क्यूँ बरपा थोड़ी सी जो पी ली हैं
main teri mast nigahi ka bharam rakh lunga
main teri mast nigahi ka bharam rakh lunga
hosh aaya bhi to kah dunga mujhe hosh nahi
hungama hai kyun barpa
hungama hai kyun barpa
hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai
daka to nahi dala
daka to nahi dala chori to nahi ki hai
hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai
us may se nahi matlab dil jisse ho begana
begana, begana
us may se nahi matlab dil jisse ho begana
maksud hai us may se
maksud hai us may se dil hi me jo khinchti hai
hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai
daka to nahi dala
daka to nahi dala
daka to nahi dala chori to nahi ki hai
hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai
suraj me lage dhabba fitrat ke karishme hai
suraj me lage dhabba fitrat ke karishme hai
but humko kahe khafir
but humko kahe khafir allah ki marzi hai
hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai
daka to nahi dala
daka to nahi dala chori to nahi ki hai
hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai
natjurbakari se waaiz ki ye baate hai
natjurbakari se waaiz ki ye baate hai
baate hai, waaiz ki ye baate hai, baate hai, baate hai
This song and many more sung by Legend Gulam Ali Saahab bring me back to my
childhood days, i grew up listening to him, my dad is big fan of him. We
should learn so much from The Legends like Bismillah Khan Sahab, Gulam Ali
Sahab, Jagjeet Sahab, Anup Jalota, Pankaj Udas, even after achieving so
much they are so down to earth and so humble, and who ever said Music got
no boundaries are so true. Wish someday come when we live in peace with our
neighbour.