diwana diwana diwana uff uff uff
hasta chehra hasti aankhe hasta gaal pe til
kabhi kabhi chalte chalte mil jate hai
aise bhi katil
ye palko ka jhukana ye chupke se sharmana
ho gaya saudai mai pagal diwana diwana
uff uff uff
sun ae hasina dhadke hai sina aati hai jab rubru
tasveer haya ki takdeer wafa ki
lagti hai tu hu-ba-hu
sun ae hasina dhadke hai sina aati hai jab rubru
tasveer haya ki takdeer wafa ki
lagti hai tu hu-ba-hu
husn ka ishq ka ek hai afsana
hasta chehra hasti aankhe hasta gaal pe til
kabhi kabhi chalte chalte mil jate hai
aise bhi katil uff uff uff uff
julfo se khelu aaho me lelu
mujhe kuch na kehna sanam
agar bhul koi mujhse ho jaye
mujhe maaf karna sanam
julfo se khelu aaho me lelu
mujhe kuch na kehna sanam
agar bhul koi mujhse ho jaye
mujhe maaf karna sanam
dilruba hu tera samjho na begana
hasta chehra hasti aankhe hasta gaal pe til
kabhi kabhi chalte chalte mil jate hai
aise bhi katil uff uff uff
jitna tujhe mai chahunga na chahega koi tujhe
tere pyar se meri jindagi hai itna bharosa mujhe
milte jaha jami aasman aao chale ham vaha
tere siva mere siva koi na hoga jaha
saya hu mai tera sath hai nibhana
hasta chehra hasti aankhe hasta gaal pe til
kabhi kabhi
Shukriyaa 1988 upload please. Story is interesting.