Lyrics of Har Ghadee Khudse Ulajhna Hain Mukaddar Mera - हर घड़ी खुद से उलझना है मुकद्दर मेरा
har ghadee khudse ulajhna hain mukaddar
mera har ghadee khudse ulajhna hain mukaddar mera
mai hee kashtee hu mujhee me hain samundar
mera har ghadee khudse ulajhna hain mukaddar mera
ek se ho gaye mausamo key chehre sare
ek se ho gaye mausamo key chehre sare
meree aankho se kahee kho gaya manjar
mera har ghadee khudse ulajhna hain mukaddar mera
kis se puchhu key kaha ghum hu kai
barso se kis se puchhu key kaha ghum hu kai barso se
har jagah dhundhta phirta hain mujhe
ghar mera har jagah dhundhta phirta hain mujhe ghar mera
mai hee kashtee hu mujhee me hain
samundar mera har ghadee khudse ulajhna hain mukaddar mera
muddate ho gayee ek khwab sunehra
dekhe muddate ho gayee ek khwab sunehra dekhe
jagta rehta hain har nind me bistar mera
jagta rehta hain har nind me bistar mera
har ghadee khudse ulajhna hain mukaddar
mera mai hee kashtee hu mujhee me hain samundar mera
har ghadee khudse ulajhna hain mukaddar
mera har ghadee khudse ulajhna hain mukaddar mera
he is no more with us. he was one of its kind & nobody will be like him till the end of this world. i will miss him rest of my life. ghazal lost its king. his voice and selections were matcless. his compsitions were awsome.