har lamha har lamha har lamha
har lamha zindagi ka
le ja raha hai tere karib mujhe
gam nahi jindagi kam hai
dur dur dur chalna hai mujhe
har lamha zindagi ka
le ja raha hai tere karib mujhe
gam nahi jindagi kam hai
dur dur dur chalna hai mujhe
har lamha har lamha har lamha
yad hai pahli mulakat me
jab dekha tha tujhe
dil diya hosh kho diya
jab dekha tha tujhe
meri nigaho ne mahsus kiya
tum muskurayi thi mere muskurane par
tum ghabrai aur sharmai thi
aao hum ek ho jaye
is zindagi me kams kam
wada karle sath rahenge
is zindagi me kams kam
har lamha har lamha har lamha
har lamha zindagi ka
le ja raha hai tere karib mujhe
gam nahi jindagi kam hai
dur dur dur chalna hai mujhe
har lamha har lamha har lamha
main tumhari narm aagosh me kho jaungi
jamane ke gamo ko bhul ke so jaungi
tum mujhe apne garm sine se laga lena
sarbati hontho se aabo haya pila dena
har lamha har lamha har lamha
har lamha zindagi ka
le ja raha hai tere karib mujhe
gam nahi jindagi kam hai
dur dur dur chalna hai mujhe
har lamha zindagi ka
le ja raha hai tere karib mujhe
gam nahi jindagi kam hai
dur dur dur chalna hai mujhe
har lamha har lamha har lamha