sahil pe khade ho tumhe kya gam chale jana 

main doob raha hun abhi dooba to nahi hun 

ae wada faramosh me tujhsa to nahi hun 
har zulm tera yaad hai bhula to nahi hun 

chupchaap sahi masle hathan waqt ke haatho

majboor sahi waqt se haara to nahi hun 
majboor sahi waqt se haara to nahi hun 
ae wada faramosh me tujhsa to nahi hun 
mushtar kyun mujhe dekhta hai zamana 
diwana sahi unka tamasha to nahi hai 
diwana sahi unka tamasha to nahi hai 
ae wada faramosh me tujhsa to nahi hun 
har zulm tera yaad hai bhula to nahi hun 
har zulm tera yaad hai bhula to nahi hun 
har zulm, har zulm, har zulm