harf-e-ulfat tha mitane se, mitaya na gaya

mera khat unse kisi taraha, jalaya na gaya

jinki milane ki tamanna, me guzari thi haya

samane se hi wo guzre to, bulaya na gaya
mera khat unse kisi taraha, jalaya na gaya
harf-e-ulfat tha mitane se, mitaya na gaya
kitane betaab ujalo ki, tadap hain mujhme

main hun mitti ka diya, hun jo jalaya na gaya
mera khat unse kisi taraha, jalaya na gaya
harf-e-ulfat tha mitane se, mitaya na gaya
harf-e-ulfat tha mitane se, mitaya na gaya
Aap ki awaz Madam Noor jehan ki jaisy lagti hay ! Aur andaaz bhi bahut
behtreen hay !