Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Haseenon Ki Wafaa Mein Bhi
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Haseenon Ki Wafaa Mein Bhi - हसीनों कि वफ़ा में भी
hasi jalti huyi shamaye hai inke pass mat aana
jo aaoge to jal jaoge dekho hala parwana
haye mohabbat wo kare inse
mohabbat wo kare inse
ke jiski shamat aayi hai
ke jiski shamat aayi hai, ke jiski shamat aayi hai
ke jiski shamat aayi hai, ke jiski shamat aayi hai
agar ye muskura de haye agar ye muskura de
to samajh lo maut aayi hai
aa agar ye muskura de haye agar ye muskura de
to samajh lo maut aayi hai

hum shagird hai farhad ke majnu ke chele hai
ye husn o ishq ke papad hazaaro baar bele hai
haye magar wo gham uthaye hai
magar wo gham uthaye hai ke nani yaad aayi hai
ke nani yaad aayi hai
ke nani nani nani nani nani yaad aayi hai
agar ye muskura de haye agar ye muskura de
to samajh lo maut aayi hai
aa agar ye muskura de haye agar ye muskura de
to samajh lo maut aayi hai

aa hoye ulajhna inki julfo se
hai kaanto me ulajh jana samjhe
phir aakar unki lakdi bana dete hai diwana
haye ye pagal khano ki duniya
ye pagal khano ki duniya
inhone ne hi batayi hai
inhone ne hi batayi hai, inhone ne hi batayi hai
inhone ne hi batayi hai, inhone ne hi batayi hai
agar ye muskura de haye agar ye muskura de
to samajh lo maut aayi hai
hasino ki wafa me bhi chhupi ek bewafayi hai
agar ye muskura de haye agar ye muskura de
to samajh lo maut aayi hai
agar ye muskura de haye agar ye muskura de
to samajh lo maut aayi hai
lyrics of song Haseenon Ki Wafaa Mein Bhi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bade Bhaiya (1951)
Agha, Yakub S, Nirupa Roy, Husn Banu, Habib, Suresh, NaazG M Durrani, Shamshad Begum, SulochanaManoharPrem NathAspi AzadBade Bhaiya at IMDB      Bade Bhaiya at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type