ho hasino se mohabbat kaa
aah hasino se mohabbat ka bura anjam hota hain
meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain

hasino se mohabbat kaa bura anjam hota hain

ho kabhi kajal kee farmaish, kabhi powder kee farmaish
kabhi circus kee jidd hain aur kabhi theater kee farmaish
nikalwati hain diwala aji dilbar kee farmaish
kachheri aur thane me bahut hee nam hota hain
kachheri aur thane me bahut hee nam hota hain
meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain
hasino se mohabbat kaa bura anjam hota hain
ho takke ho jeb me toh, takke ho jeb me toh
husnwale dil lagate hain
gale me dalkar bahen badi ulfat jatate hain
agar aashiq ho kadka toh dur se rasta dikhate hain
ho jiska bank me khata wahi gulfam hota hain
ho jiska bank me khata wahi gulfam hota hain
meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain
hasino se mohabbat kaa bura anjam hota hain
agar maano patte ki baat khta hu badi achi
khatmaloo ki dosti achi are, lahu peeta hai khatmal
dekhkar koi ghadi achi
hasino ka magar din raat yahi kaam hota hai
hasino ka magar din raat yahi kaam hota hai
meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain
hasino se mohabbat kaa bura anjam hota hain
Very superb qawwali sung by Chitalkar(C.Ramchandra) for his own music from
film Albela.