umar kaid ki saja dila ya bhej de kala pani
tere hawale kar di re maine apni bhari jawani
hathkadiya pahanungi thane jaungi
tere pyar me suli par chadh jaungi

aadat se baaj na aaye jab dekhe rob jamaye
tujhse kuch kam to nahi mai kyu itna bhav tu khaye
aadat se baaj na aaye jab dekhe rob jamaye
tujhse kuch kam to nahi mai kyu itna bhav tu khaye
diwane mere aage piche duniya meri diwani
baat meri na manega to karungi mai manmani
sidhe raste pe mai tujhko laungi
tere pyar me suli par chadh jaungi
hathkadiya pahanungi thane jaungi
tere pyar me suli par chadh jaungi
raste me chhod ke na ja na ja aise muh mod ke na ja na ja
raste me chhod ke na ja na ja aise muh mod ke na ja na ja
ye bhi ek julm hai raja aise dil tod ke na ja
tune mujhko na pahchana meri kadar na jani
pyar kiya hai pyar me degi jaan ye prem diwani
jaise bhi manega tujhe manaungi
tere pyar me suli par chadh jaungi
umar kaid ki saja dila ya bhej de kala pani
tere hawale kar di re maine apni bhari jawani
hathkadiya pahanungi thane jaungi
tere pyar me suli par chadh jaungi
hathkadiya pahanungi thane jaungi
ere pyar me suli par chadh jaungi