Lyrics of Hawa Hai Sard Sard Aur Dil Me Bhi (Part - Ii) - हवा हैं सर्द सर्द और दिल में भी
hawa hai sard sard
aur dil me bhi hai dard
barsi hai kahin aaj ghata
hawa hai sard sard
aur dil me bhi hai dard
barsi hai kahin aaj ghata
mausam ka rang hai ajib
bulbul se phul hai pari
mausam ka rang hai ajib
bulbul se phul hai pari
aaye bahar ke kadam
jaga hai baag ka nasib
aaye bahar ke kadam
jaga hai baag ka nasib
sunke ghata ka shor
jungle me nacha mor
barsi hai kahin aaj ghata
raahe sawar sawar gayi
kaliya nikhar nikhar gayi
raahe sawar sawar gayi
kaliya nikhar nikhar gayi
dekha aasma dhula dhula
nazre jidhar jidhar gayi
dekha aasma dhula dhula
nazre jidhar jidhar gayi
kaisa ajab hai rang
bhiga hai ang ang
barsi hai kahin aaj ghata
hawa hai sard sard
aur dil me bhi hai dard
barsi hai kahin aaj ghata
Wonderful. I have great liking for it. Thank you for keeping memories alive
with nice presentation.