hawa mein jaise anchal uda yu lagge jaise badal challa
tune jo muska hai diya mehki hai ye sari fiza
hawa mein jaise anchal uda yu lage jaise badal challa
tune jo muska hai diya mehki hai ye sari fiza
mere tere pyar mein jhume haseen wadiya
tham jayengi jane jana jitni bhi hai aandiya
mere tere pyar mein jhume haseen wadiya
tham jayengi jane jana jitni bhi hai aandiya
hawa mein jaise anchal uda
rutho na hamse tum kaise manaye tumhe
dekho na hamko yu dil se bulaye tumhe
rutho na hamse tum kaise manaye tumhe
dekho na hamko yu dil se bulaye tumhe
meri aakho mein dekh lo chehra saza hai tera
meri bato ko jaan lo naam chupa hai tera
hawa mein jaise anchal uda
hawa mein jaise anchal uda
raaz bayan nazaro se ho hotho pe sarhoshiya
2 pal hi mil jaye chahat mein nazdikiya
raaz bayan nazaro se ho hotho pe sarhoshiya
2 pal hi mil jaye chahat mein nazdikiya
meri aakho mein dekh lo chehra saza hai tera
meri baato ko jaan lo naam chupa hai tera
hawa mein jaise anchal uda yu lage jaise badal chala
tune jo muska hai diya mehki hai ye sari fiza
hawa mein jaise anchal uda yu lage jaise badal chala
tunne jo muska hai diya mehki hai ye sari fiza
mere tere pyar mein jhume haseen wadiya
tham jayengi jane jaana jitni bhi hai aandiya
mere tere pyar mein jhume haseen wadiya
tham jayengi jane jaana jitni bhi hai aandiya
hawa mein jaise anchal uda