Lyrics of Hawaa Hai Thandi, Ulfat Ki Zindagi Ke Jo - हवा हैं ठण्डी, उल्फ़त की ज़िंदगी के जो
hawa hai thandi thandi chandni hai yaar hai hum hai
magar hai zindagi sau saal ki sau saal to kam hai
ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar
tum humse, hum bhi tumse ji bhar ke kare pyar, kare pyar
ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar
tum humse, hum bhi tumse ji bhar ke kare pyar, kare pyar
do din ki zindagi me kya kya kare koi
kya kya kare koi
do din me kya jiye koi kya mare koi
kya kya kare koi
duniya ki ek raat ho aashiq ki char char
duniya ki ek raat ho aashiq ki char char
tum humse, hum bhi tumse ji bhar ke kare pyar, kare pyar
ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar
tum humse, hum bhi tumse ji bhar ke kare pyar, kare pyar
o baato me beet jaye
baato me beet jaye ye mausame jawani
kaisi banayi tune maalik ye zindgani
maalik ye zindgani
baato me beet jaye ye mausame jawani
kaisi banayi tune maalik ye zindgani
maalik ye zindgani
baazi bahut hai kafi lambi hai jeet haar
baazi bahut hai kafi lambi hai jeet haar
tum humse, hum bhi tumse ji bhar ke kare pyar, kare pyar
ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar
tum humse, hum bhi tumse ji bhar ke kare pyar, kare pyar
ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar
tum humse, hum bhi tumse ji bhar ke kare pyar, kare pyar
Rare and beautiful song. CR_Lata Gem - Rafi Sahab also joining to make it
great. Thanks. Hangamaa (1952) - Nasir Khan, Nutan, K N Singh starrer -
Lyrics: Rajendra Krishna - Music: C Ramachandra - Singers: C Ramachandra,
Lata Mangeshkar and Mohammad Rafi.