hazaro hasrate aisi ki har hasrat par dum nikle 
bahut nikle tere arman lekin phir bhi kam nikle
niklna khuld se aadam ka sunte aaye the lekin
bahut beaabru hokar tere kuche se hum nikle 
pyar ke galiyo se yo beta kar le bistar gol 
zamana nazuk hai zamana nazuk hai 
baat pate kehta hun mai dekh baja ke dhol 
zamana nazuk hai zamana nazuk hai 
chala hans ke chal jo kauwa apni chal bhi bhula 
chala hans ke chal jo kauwa apni chal bhi bhula 
raah chale majnu ke beta ho gaya langda lulha
are sun mere munna sun mere munna 
apna karna hero ka ye roll 
zamana nazuk hai zamana nazuk hai 
pyar ke galiyo se yo beta kar le bistar gol 
zamana nazuk hai zamana nazuk hai 
baat pate kehta hun mai dekh baja ke dhol 
zamana nazuk hai zamana nazuk hai 
bina pulish ke pehre ke us kuche me na jana 
bina pulish ke pehre ke us kuche me na jana 
jana ho to jaan ka bima pehle tum karwana 
are maar ke dande maar ke dande 
tod na dale tere sar ka hol
zamana nazuk hai zamana nazuk hai 
pyar ke galiyo se yo beta kar le bistar gol 
zamana nazuk hai zamana nazuk hai 
baat pate kehta hun mai dekh baja ke dhol 
zamana nazuk hai zamana nazuk hai 
kaha pe chhidku baudi ka powder kaha chuna haldi
kaha pe chhidku baudi ka powder kaha chuna haldi
zalim duniya yar ko mere ghayal karke chal di 
are apni jaan ki apni jaan ki khatir 
apne dil par kar cantrol
zamana nazuk hai zamana nazuk hai 
pyar ke galiyo se yo beta kar le bistar gol 
zamana nazuk hai zamana nazuk hai 
baat pate kehta hun mai dekh baja ke dhol 
zamana nazuk hai zamana nazuk hai