hazaro khwahise aisi ki
har khwahise pe dum nikle
bahut nikle mere arman
phir bhi bahut kam nikle
niklna khuldist aadam ka
sunte aaye hai lekin
bahut be aabru ku kar
piche se gum nikle
mohabbat me nahi hai fark
jeene or marne ka
mohabbat me nahi hai fark
jeene or marne ka
usi ko dekh kar jeete hai
usi ke dum par dum nikle
hazaro khwahise aisi ki
har khwahise par dum nikle
bahut nikle mere arman
phir bhi bahut kam nikle
khuda ke vaste parda na
kabi se utha zalim
khuda ke vaste parda na
kabi se utha zalim
kahi aisa na ho yahn bhi
wahi kafir sanam nikle
kaha mekhane ka darwaja
galib aur kaha waiz
kaha mekhane ka darwaja
galib aur kaha waiz
par itna jante hai
kal ho jata tha ki hum nikle
hazaro khwahise aise ki
har khwahise par dum nikle
bahut nikle mere arman
phir bhi bahut kam nikle
desires never die but to full ffield our desire we do some good things and
some bad things some desire are unfilled and some are fullfield and yet
new... desires are reborning in our minds how can mankind can achive
the bliss.dats why ghalib say nikalna kuld se adam ko sunte
aaye hai ...magar bahut beabaroo ho ke tere kuchee se hum
nikale..here kuld means heaven..which we can say
bliss ...