om bhagwate shri chitraguptaye namah
om bhagwate shri chitraguptaye namah
hey chitragupt bhagwan
tumhari mahima bahut mahan
hey chitragupt bhagwan
tumhari mahima bahut mahan
daya sada hum pe rakhna prabhu
tum ho daya nidhan
tum ho daya nidhan
hey chitragupt bhagwan
tumhari mahima bahut mahan
hey chitragupt bhagwan
brahma ne ki kathin tapasya
tab tumne avtaar liya
brahma ne ki kathin tapasya
tab tumne avtaar liya
brahmlok me rahkar tumne
mantri pad ka bhaar liya
acchi tarah nibhaya tumne
vidhi ka har ek vidhan
vidhi ka har ek vidhan
hey chitragupt bhagwan
tumhari mahima bahut mahan
hey chitragupt bhagwan
kar me kalam dawat patrika
mani mukut sir pe sohe
kar me kalam dawat patrika
mani mukut sir pe sohe
sham varan pitambar dhari
rup tera sabko mohe
sham varan pitambar dhari
rup tera sabko mohe
isi rup ka nis din bhagwan
hum karte hai dhyan
hum karte hai dhyan
hey chitragupt bhagwan
tumhari mahima bahut mahan
hey chitragupt bhagwan
paap punay ka lekha jokha
rakhte ho tum kuch aisa
paap punay ka lekha jokha
rakhte ho tum kuch aisa
jaisa karam kare prani
wo phal pata hai bas waisa
jaisa karam kare prani
wo phal pata hai bas waisa
sahi raah pe sada chale hum
aisa do vardan
aisa do vardan
hey chitragupt bhagwan
tumhari mahima bahut mahan
daya sada hum pe rakhna prabhu
tum ho daya nidhan
tum ho daya nidhan
hey chitragupt bhagwan
tumhari mahima bahut mahan
hey chitragupt bhagwan
is ghar aangan me khushiyo ka
murjhaye na phul kabhi
is ghar aangan me khushiyo ka
murjhaye na phul kabhi
shama hume kar dena bhagwan
humse ho agar bhul kabhi
hum sabke tum bhagya vidhta
hum teri santan
hum teri santan
hey chitragupt bhagwan
tumhari mahima bahut mahan
hey chitragupt bhagwan